Beshuba Beshuba Hai Yakeen Lyrics, Singer & Song Details

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album cover

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 Album Details

Madhur Bhandarkar
None
None
Ajay Devgn, Shruti Haasan, Emraan Hashmi, Omi Vaidya, Tisca Chopra, Shazahn Pada

album songs
Beshuba Beshuba Hai Yakeen
Singer : Kunal Ganjawala, Antara Mitra

Beshuba Beshuba Hai Yakeen Lyrics

Song Title = Beshuba Beshuba Hai Yakeen
Movie/Album = Dil Toh Baccha Hai Ji (2011)
Singer(s) = Kunal Ganjawala, Antara Mitra

Mp3 Song Lyrics

((Tu mera jahan bhi, tu mera khuda bhi
Tu hi hai yahan bhi, aur hai wahan bhi
Tu, hai saare manzar ka
Tu meri zameen hai, tu hi aasman bhi
Rab na adaa ki hai woh khushiyan bhi
Tu, kahun sach bakhuda
Tu hi rubaru hai, tu hi chaarsu hai
Baaki ab raha kya
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Tere hone si hi hai mere toh dono jahaan
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Teri hi raahon mein hai meri manzil ka pata

You re all I want
You re all I need
You re love has set me free
You re all I want
You re all I need
You re love has set me free

Main dard se har gadhi aa hifazat karun teri
Haan ik shajar banke main dhoop sehrunga
Teri main (raaton mein)
Dard se (aankhon mein)
Har gadhi (khawaabon mein tu)
Aa hifazat karun teri
Haan ik shajar banke main dhoop sehrunga
Tu hi aarzoo hai, tu hi justaju hai
Baaki ab raha kya
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Tere hone si hi hai mere toh dono jahaan
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Teri hi raahon mein hai meri manzil ka pata

You re everything I want
You re everything I need and all my love
Heaven is what I feel when you re around
You re everything I want
You re everything I need
You re my dream come true, you re my dream come true
I wanna spend forever with you

Main ishq mein har gadhi bas ibaadat karoon teri
Ya baant loon sang tere har khushi
Jo bhi ho meri (raaton mein tu)
Ishq mein (yaadon mein tu)
Har gadhi (saanson mein tu)
Bas ibaadat karoon teri
Ya baant loon sang tere har khushi
Jo bhi ho meri
Tu hi khamoshi hai, tu hi guftagu hai
Baaki ab raha kya
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Tere hone si hi hai mere toh dono jahaan
Beshuba beshuba, hai yakeen beshuba
Teri hi raahon mein hai meri manzil ka pata...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Beshuba Beshuba Hai Yakeen

Beshuba Beshuba Hai Yakeen is a song from Dil Toh Baccha Hai Ji 2011. It is sung by Kunal Ganjawala, Antara Mitra. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album song list for more songs and album details.