Beqaraar Main Beqaraar Lyrics, Singer & Song Details

Hadh Kar Di Aapne 2000 album cover

Hadh Kar Di Aapne 2000 Album Details

Manoj Agrawal
Anand Raj Anand
Anand Bakshi
Govinda, Rani Mukerji, Johnny Lever

album songs
Beqaraar Main Beqaraar
Singer : Sonu Nigam

Beqaraar Main Beqaraar Lyrics

Song Title = Beqaraar Main Beqaraar
Movie/Album = Hadh Kar Di Aapne (2000)
Singer = Sonu Nigam
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anand Raj Anand
Director = Manoj Agrawal

Mp3 Song Lyrics

((Aahaha
Hmmm
UmHmmm
Hahahahaha

Oye Oye Oye Oye Oye
Oye Oye Oye Oye Oye

Bekaraar Main Bekaraar Dil Bas Kisise Jaldi Se Pyaar Ho Jaaye
Abke Saal Mera Ye Haal Bas Khatm Ye Mera Intezaar Ho Jaaye
Kis Shahar Mein Rehti Hai Vo Usay Dhoodhoon Yahaan Vahaan Sara

Jahaan
Kahaan Kahaan Kahaan Kahaan Kahaan

Hey Bekaraar Main Bekaraar Dil Bas Kisise Jaldi Se Pyaar Ho Jaaye
Abke Saal Mera Ye Haal Bas Khatm Ye Mera Intezaar Ho Jaaye

Raasta Mein Dekhoon Koi Aaye Mera Dil Leke Jaaye
Daudi Daudi Aaye Aur Aake Mere Gale Lag Jaaye
Na Jaane Kab Hoga Ye Milan Main Kab Banoonga Kisi Ka Saajan
Na Jaane Kab Hoga Ye Milan Main Kab Banoonga Kisi Ka Saajan
Ek Teer Bas Ek Teer Chal Jaaye Haay Is Dil Ke Paar Ho Jaaye
Ki Bekaraar Main Bekaraar Dil Bas Kisise Jaldi Se Pyaar Ho Jaaye

Goriyon Ke Peechhe Bhaag Bhaag Ke
Hay Tang Aa Gaya Hoon Raatein Jaag Jaag Ke
Goriyon Ke Peechhe Bhaag Bhaag Ke
Tang Aa Gaya Hoon Raatein Jaag Jaag Ke
Koi Mile To Main Jhoom Loon Beech Sadak Pe Choom Loon
Koi Mile To Main Jhoom Loon Beech Sadak Pe Choom Loon
Mere Dil Ki Doli Hai Khaali Koi Ladki Aake Ispe Sawaar Ho Jaaye
Khel Ho Shuru Pyaar Ka Aji Bas Abhi Jeet Haar Ho Jaaye
Kis Shahar Mein Rehti Hai Vo Usay Dhoodhoon Yahaan Vahaan Sara

Jahaan
Kahaan Kahaan Kahaan Kahaan Kahaan

Bekaraar Main Bekaraar Dil Bas Kisise Jaldi Se Pyaar Ho Jaaye
Abke Saal Mera Ye Haal Bas Khatm Ye Mera Intezaar Ho Jaaye..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Beqaraar Main Beqaraar

Beqaraar Main Beqaraar is a song from Hadh Kar Di Aapne 2000. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Hadh Kar Di Aapne 2000 album song list for more songs and album details.