Beqabubeqabu Ho Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Beqabu 1996 album cover

Beqabu 1996 Album Details

N. Chandra
Anu Malik
Sameer
Sanjay Kapoor, Mamta Kulkarni, Amrish Puri

album songs
Beqabubeqabu Ho Gaya
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Beqabubeqabu Ho Gaya Lyrics

Song Title = Bekaabu Ho Gaya (Title)
Movie/album = Beqabu (1996)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = N. Chandra
Music Label = Eros Music
Release on = 13th October, 1996

Mp3 Song Lyrics

((Pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
Dekha dubaara toh paagal ho gaya
Pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
Dekha dubaara toh paagal ho gaya
Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
Dekha tujhe dil yeh dil
Dekha tujhe dil yeh dil bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

Pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
Dekha dubaara toh paagal ho gaya
Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
Dekha tujhe dil yeh dil
Dekha tujhe dil yeh dil bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

Jaane yeh kya hone laga mujhako, dkhu jahaan dekhu wahaan tujhako
Naya naya lagata hai sawera, baatein teri karata hai andhera
Jawaani ka mausam mehakane laga, nasha woh chadha main behakane laga
Akele mein aata nahi chain abb, bina tere sachmuch adhura hai sab
Bin tere jina abb mushkil ho gaya, dekha dubaara toh paagal ho gaya
Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
Dekha tujhe dil yeh dil
Dekha tujhe dil yeh dil bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

Chori chori aankhon mein samaake, aankhon se sidhe dil mein aake
Meri teri aankh ladi jab se, hosh nahi nind nahi tab se
Tera roop har shabd mein geet hai, tera jikr har sur mein sangeet hai
Kawal chaand baadal sistaara hai tu, najar hoon main najaara hai tu
Jivan ka rasta abb manjil ho gaya, dekha dubaara toh paagal ho gaya
Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
Dekha tujhe dil yeh dil
Dekha tujhe dil yeh dil bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya

Ho pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
Dekha dubaara toh paagal ho gaya
Jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
Dekha tujhe dil yeh dil
Dekha tujhe dil yeh dil bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Beqabubeqabu Ho Gaya Video

About Beqabubeqabu Ho Gaya

Beqabubeqabu Ho Gaya is a song from Beqabu 1996. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Beqabu 1996 album song list for more songs and album details.