Bemausam Bahar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Bundal Baaz 1976 album cover

Bundal Baaz 1976 Album Details

Shammi Kapoor
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rajesh Khanna, Shammi Kapoor, Sulakshana Pandit

album songs
Bemausam Bahar Ke
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Bemausam Bahar Ke Lyrics

Song Title = Bemausam Bahaar
Movie/Album Name = BUNDAL BAAZ
Singer(s) = KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Lyricist = Majrooh Sultanpuri
Music Director = R D Burman
Film Director = Shammi Kapoor
Film Producer = H A Nadiadwala

Mp3 Song Lyrics

((bemausam bahaar ke din kaise aaye
in baahon mein pyaar se tum jaise aaye
chalo re nikal jaayein kahin
nikal ke machal jaayein kahin re
bemausam bahaar ke din kaise aaye

ye teri do aankhein dil mein mera pyaar
mil jaayein to laharon ko bhi aa jaaye qaraar
to aaja ki mil jaayein gale
khule aasamaanon ke tale re
bemausam bahaar ke din kaise aaye
in baahon mein pyaar se tum jaise aaye

jab se tu hai dilabar mujhape meharabaan
tere dam pe jannat hain mere donon jahaan
jahaan bhi gaye ham ai sanam
bahaaron ne chuume hain qadam haaye
bemausam bahaar ke din kaise aaye
in baahon mein pyaar se tum jaise aaye
chalo re nikal jaayein kahin
nikal ke machal jaayein kahin re))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bemausam Bahar Ke

Bemausam Bahar Ke is a song from Bundal Baaz 1976. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bundal Baaz 1976 album song list for more songs and album details.