Bekhudi Mein Jahaan Lyrics, Singer & Song Details

Taxi No 9211 2006 album cover

Taxi No 9211 2006 Album Details

Milan Luthria
Vishal Shekhar
Dev Kohli
Nana Patekar, John Abraham, Sameera Reddy, Sonali Kulkarni, Shivaji Satam

album songs
Bekhudi Mein Jahaan
Singer : Shaan

Bekhudi Mein Jahaan Lyrics

Song Title = Bekhudi Mein Jahaan
Movie/Album = Taxi No.9211 (2006)
Singer = Shaan
Music = Vishal Shekhar
Mp3 Song Lyrics = Dev Kohli, Vishal Dadlani

Mp3 Song Lyrics

((Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Taqdeer kal ki kitaab hai
Saara likha us mein hisaab hai
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi

Gumsum zameen chup aasmaan
Khamosh hai jahaan
Maddham sa hai kaisa nasha
Behosh hai sama
Har dil yahan dhadkanon ka saans hai
Jo ho sake sun dhadkanein teri aawaaz hai

Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Taqdeer kal ki kitaab hai
Saara likha us mein hisaab hai
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bekhudi Mein Jahaan

Bekhudi Mein Jahaan is a song from Taxi No 9211 2006. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Taxi No 9211 2006 album song list for more songs and album details.