Behti Huyi Dhara Me Lyrics, Singer & Song Details

Mera Rakshak 1978 album cover

Mera Rakshak 1978 Album Details

R Thyagaraajan
None
Ravindra Jain
Mithun Chakraborty, Abhi Bhattacharya, Shreeram Lagoo

album songs
Behti Huyi Dhara Me
Singer : Lata Mangeshkar

Behti Huyi Dhara Me Lyrics

Song Title = Behti Huyi Dhara Me Bhi
Movie/Album = Mera Rakshak (1978)
SINGER = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Ravindra Jain
Director = R. Thyagaraajan

Mp3 Song Lyrics

((ho bahti hui dhara
ho bahti hui dhara mai bhi
teri tarah bekal chanchal
teri tarah bekal chanchal
dhundhu koi kinara mai bhi
dhundhu koi kinara
ho bahti hui dhara

tu ek pal jo mere pas thahre
mai aap biti sunau
mai mera hasta hua gaw chod ke
pardesh me din bitau
tera mera dono ka ram sahara
tera mera dono ka ram sahara
ke mai bhi teri tarah
bekal chanchal dhundhu koi kinara
ho bahti hui dhara

phul hasi khusbu hawa me bikhre
hasne ko karte ishare
kahe jhuk jhuk ke ye ped podhe
aa pas aaja hamare
apni taraf khiche hai har najara
apni taraf khiche hai har najara
ke mujhe karna laga pagal pagal
karna laga pagal pagal mausam ye matwara
ho bahti hui dhara

tu jaise sagar ki baho me jake
rashte ke dukh bhul jaye
ho mai bhi kho jaungi usko pake
apna mujhe jo banaye
jane kab jagega bhag hamara
jane kab jagega bhag hamara
ke mai bhi teri tarah
bekal chanchal dhundhu koi kinara
ho bahti hui dhara
ho bahti hui dhara mai bhi
teri tarah bekal chanchal
teri tarah bekal chanchal
dhundhu koi kinara mai bhi
dhundhu koi kinara
ho bahti hui dhara))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Behti Huyi Dhara Me

Behti Huyi Dhara Me is a song from Mera Rakshak 1978. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mera Rakshak 1978 album song list for more songs and album details.