Behna Ne Bhai Ki Kalaise Lyrics, Singer & Song Details

Resham Ki Dori 1974 album cover

Resham Ki Dori 1974 Album Details

Atma Ram
Jaikishan Dayabhai Panchal
Indeevar
Dharmendra, Saira Banu

album songs
Behna Ne Bhai Ki Kalaise
Singer : Suman Kalyanpur

Behna Ne Bhai Ki Kalaise Lyrics

Song Title = Behna Ne Bhai Ki Kalaise
Movie/album = Resham Ki Dori (1974)
Singers = Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Atma Ram

Mp3 Song Lyrics

((Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai

Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar baandhaa hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai

Sundarata me jo kanhaiya hai
Mamata me yashoda maiya hai
Wo aur nahi dujaa koi
Wo to mera raja bhaiya hai

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai

Meraa phul hai tu, talvar hai tu
Meri laaj ka paharedar hai tu
Mai akeli kahan is duniya me
Mera saraa sansar hai tu

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai

Hame dur bhale kismat kar de
Apane man se na juda karana
Sawan ke pawan din bhaiya
Bahana ko yaad kiya karana

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar baandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Behna Ne Bhai Ki Kalaise

Behna Ne Bhai Ki Kalaise is a song from Resham Ki Dori 1974. It is sung by Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Resham Ki Dori 1974 album song list for more songs and album details.