Behna Ki Shaadi Lyrics, Singer & Song Details

Mr Black Mr White 2008 album cover

Mr Black Mr White 2008 Album Details

Deepak Shivdasani
Tauseef Akhtar
Sameer
Sunil Shetty, Arshad Warsi, Ashish Vidyarthi

album songs
Behna Ki Shaadi
Singer : Sonu Nigam, Shailendra

Behna Ki Shaadi Lyrics

Song Title = Behna Ki Shadi
Movie/Album = Mr. White Mr. Black (2008)
Singer(s) =Sonu Nigam,Shailendra
Music Director =Tauseef Akhtar
Lyricists =Sameer

Mp3 Song Lyrics

((O Pape Aao Oh Lale Aao
O Mister Aao Minister Aao
O Doctor Aao Engineer Aao
O Mayer Aao Commissioner Aao
Sab Log Sab Aao Aao Tashreef Laao

Nach Gao Dhoom Machao
Aao Chalo Jashn Manao
Khushiyon Bhara Yeh Samaa Hai
Taal Se Taal Milao
Nach Gao Dhoom Machao
Aao Chalo Jashn Manao
Khushiyon Bhara Yeh Samaa Hai
Taal Se Taal Milao
Khaane Ki Peene Ki Azaadi Hai
Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai Shaadi Hai
Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai Shaadi Hai
Shaadi Hai Shaadi Hai 4
Meri Behna Ki
Shaadi Hai 3

Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai 4

Meri Behna Ki Soorat Sone Ki Maina Jaisi
Na Rahe Kisi Ki Behna Jag Mein Meri Behna Jaisi
Heere Jaisi Aankhen Uski
Moti Jaisi Baathein Uski
Woh Hai Kudhrat Ki Jadoogari
Woh Lagti Hai Pariyon Ki Pari
Dulhan Hai Ya Koi Shehzadi Hai
Yaaron Meri Behna Ki Behna Ki
Shaadi Hai 3
Yaaron Meri Behna Ki Shaadi Hai
Shaadi Hai 3

Tu Lethi Ja Tu Lethi Ja Behna Bhayya Ki Duayein
Teri Raahon Mein Kabhi Kahi Na Ghum Ke Saaye Aaye
Is Dil Ko Humein Samjhana Hai Tujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai
Hum Laakh Kare Koshish Lekin Aankhon Se Aasoon Aana Hai
Sab Ne Mil Kar Doli Sajaa Di Hai
Yaaron Meri Behna Ki Shaadi Hai Shaadi Hai Shaadi Hai
Yaaron Meri Behna Ki Shaadi Hai
Shaadi Hai Shaadi Hai Shaadi Hai

Nach Gao Dhoom Machao Aao Chalo Jashn Manao
Khushiyon Bhara Yeh Samaa Hai Taal Se Taal Milao
Khaane Ki Peene Ki Azaadi Hai
Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai 4
Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai 4
Meri Behna Ki
Shaadi Hai 4
[Yaaron Meri Behna Ki
Shaadi Hai Shaadi Hai; Shaadi Hai Shaadi Hai]4 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Behna Ki Shaadi

Behna Ki Shaadi is a song from Mr Black Mr White 2008. It is sung by Sonu Nigam, Shailendra. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Tauseef Akhtar. Read the lyrics above and view the Mr Black Mr White 2008 album song list for more songs and album details.