Beet Chali Haye Ram Lyrics, Singer & Song Details

Sachchai 1969 album cover

Sachchai 1969 Album Details

K Shankar
Shankar Jaikishan
Rajendra Krishan
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sadhana Shivdasani

album songs
Beet Chali Haye Ram
Singer : Asha Bhosle

Beet Chali Haye Ram Lyrics

Song Lyrics Title = Beet Chali Haye Ram
Song Lyrics Movie = Sachaai (1969)
Singer = Asha Bhosle
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((beet chali haye ram rut ye bahaar ki
beet chali haye ram rut ye bahaar ki aye na ab tak balma
dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
aaye na ab tak balma aaye na ab tak balma

teri yado ko dilse lagaye hue
kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
teri yado ko dilse lagaye hue
kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
jane wale judai me teri mujhe
jane wale judai me teri mujhe
ek jamana hua muskuraye hue
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma aye na ab tak balma

mere sawan me dil mera jalta raha
tera gum mere sine me palta raha
mere sawan me dil mera jalta raha
tera gum mere sine me palta raha
mai khadi hi rahi dil ko thame hue
mai khadi hi rahi dil ko thame hue
dard virah ka karwat badlata raha
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma aye na ab tak balma

ek din aake wada nibhaoge tum man ke
ujade nagar ko basaoge tum
ek din aake wada nibhaoge tum man ke
ujade nagar ko basaoge tum
ji rahi hu abhi tak isi aas par ji rahi hu abhi tak isi

aas par
aake sine se mujhko lagaoge tum
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma ho aye na ab tak balma
dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
aaye na ab tak balma ho aaye na ab tak balma..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Beet Chali Haye Ram

Beet Chali Haye Ram is a song from Sachchai 1969. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Sachchai 1969 album song list for more songs and album details.