Bechain Mera Yeh Dil Hai Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Mohabbat Hai 2002 album cover

Yeh Mohabbat Hai 2002 Album Details

Umesh Mehra
Anand Raj Anand
Dev Kohli
Rahul Bhatt, Johnny Lever, Parikshit Sahni, Akanksha Malhotra, Danny Denzongpa

album songs
Bechain Mera Yeh Dil Hai
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Bechain Mera Yeh Dil Hai Lyrics

Song Title = Bechain Mera Yeh Dil Hai
Movie/album = Yeh Mohabbat Hai (2002)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Anand Raj Anand
Director = Umesh Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Bechain mera yeh dil hai
Mere chain ka yeh kaatil hai
Yeh kaisi ajab halchal hai
Hai yeh kya
Bechain mera yeh dil hai
Mere chain ka yeh kaatil hai
Yeh kaisi ajab halchal hai
Hai yeh kya

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

Bechain mera yeh dil hai
Mere chain ka yeh kaatil hai
Yeh kaisi ajab halchal hai
Hai yeh kya

Hamein pyaar hua hai tumse
Tumhe pyaar hua hai humse

Hamein pyaar hua hai tumse
Tumhe pyaar hua hai humse

Mere dil ki tez hai dhadkan
Aur hosh bhi hai kuch gum se

Ae meet mere is mann ke
Deewane hue tere banke
Hai yeh kya

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

Bechain mera yeh dil hai
Mere chain ka yeh kaatil hai

Yeh kaisi ajab halchal hai
Hai yeh kya

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai
Jaagi hai kayi umeedein
Ho, meri ud gayi raat ki neendein

Jaagi hai kayi umeedein
Meri ud gayi raat ki neendein

Ab pal pal til til soche
Hum kaise tujh tak pahunche

Teri raah takte hai naina
Ek pal nahin mujhko chaina
Hai yeh kya

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

Haan, bechain mera yeh dil hai
Mere chain ka yeh kaatil hai
Yeh kaisi ajab halchal hai
Hai yeh kya

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bechain Mera Yeh Dil Hai

Bechain Mera Yeh Dil Hai is a song from Yeh Mohabbat Hai 2002. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Yeh Mohabbat Hai 2002 album song list for more songs and album details.