Bataoon Tumhein Pyar Lyrics, Singer & Song Details

Santosh 1989 album cover

Santosh 1989 Album Details

Balbir Wadhawan
Laxmikant, Pyarelal
Santosh Anand
Manoj Kumar, Nirupa Roy

album songs
Bataoon Tumhein Pyar
Singer : Asha Bhosle, Nitin Mukesh

Bataoon Tumhein Pyar Lyrics

Song Title = Bataoon Tumhein Pyaar
Movie/Album = Santosh (1989)
Singers = Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Balbir Wadhawan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ye aankho se aankho ka milna hai kya
Bina bole hotho ka hilna hai kya
Mujhe inka matlab to samjhaiye
Khayalo mein phoolo ka khilna hai kya
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Mujhe ghut ke marne ki aadat nahi
Batao tumhe

Batao tumhe pyar kaise karu
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi
Main jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu
Samne hu khada
Mujhe kuch chhupane ki aadat nahi
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi

Ye aankho se aankho ka milna hai kya
Ye aankho se aankho ka milna hai kya
Bina bole hotho ka hilna hai kya
Mujhe inka matlab to samjhaiye
Khayalo mein phoolo ka khilna hai kya
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Mujhe ghut ke marne ki aadat nahi

Mujhe itni fursat mili hai kaha
Mujhe itni fursat mili hai kaha
Jo padta tumhare nayan ki gazal
Mujhe aaj lagta hai sach maan lo
Ye chehara nahi hai gulabi kamal
Ye dil kaise chori kiya jayega
Ye dil kaise chori kiya jayega
Mujhe dil churane ki aadat nahi

Mujhe kuch huya hai pata hai tumhe
Badi nam hawa hai pata hai tumhe
Badan jal raha hai rago mein magar
Lahu zam gaya hai pata hai tumhe
Lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar
Lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar
Mujhe sar jhukane ki aadat nahi
Main jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu
Samne hu khada
Mujhe kuch chhupane ki aadat nahi
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bataoon Tumhein Pyar

Bataoon Tumhein Pyar is a song from Santosh 1989. It is sung by Asha Bhosle, Nitin Mukesh. Lyrics are credited to Santosh Anand. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Santosh 1989 album song list for more songs and album details.