Bas Yehi Apradh Karta Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Pehchan 1970 album cover

Pehchan 1970 Album Details

Sohanlal Kanwar
Jaikishan, Shankar
Gopaldas Saxena
Manoj Kumar, Babita

album songs
Bas Yehi Apradh Karta Hoon
Singer : Mukesh

Bas Yehi Apradh Karta Hoon Lyrics

Song Title = Bas Yehi Apradh Karta Hoon
Movie/Album = Pehchan (1970)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Sohanlal Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((Bas yahi apraadh main
Har baar kartaa hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar kartaa hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar kartaa hoon
Bas yahin apraadh main
Har baar kartaa hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu lu
Loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu lu

Ek khilona ban gaya
Duniya ke mele mein
Koi khele bheed mein
Koi akele me
Ek khilona ban gaya
Duniya ke mele mein
Koi khele bheed mein
Koi akele me
Muskuraakar bhent har sweekaar karta hoon
Muskurakar bhent har sweekaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon

Hoon bahot naadan
Karta hoon ye naadaani
Bechkar khushiyan
Kharidoon aankh ka paani
Hoon bahot naadan
Karta hoon ye naadaani
Bechkar khushiyan
Kharidoon aankh ka paani
Haath khali hain magar
Vyapaar karta hoon
Haath khali hain magar
Vyapaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu lu
Loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu loor lu lu lu lu lu

Main basaana chaahta hoon
Swarg dharti par
Aadmi jismein rahe bas aadmi bankar
Main basana chahta hoon
Swarg dharti par
Aadmi jismein rahe bas aadmi bankar
Us nagar ki har gali
Taiyaar karta hoon
Us nagar ki har gali
Taiyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar kartaa hoon
Bas yahin apraadh main
Har baar kartaa hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bas Yehi Apradh Karta Hoon

Bas Yehi Apradh Karta Hoon is a song from Pehchan 1970. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Gopaldas Saxena. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Pehchan 1970 album song list for more songs and album details.