Bas Itna Hai Mera Kissa Lyrics, Singer & Song Details

Direct Ishq 2016 album cover

Direct Ishq 2016 Album Details

Rajiv S Ruia
Tanishk Bagchi
A.M. Turaz
Rajneesh Duggal, Nidhi Subbaiah, Rajesh Shingarpure, Arjun Bijlani

album songs
Bas Itna Hai Mera Kissa
Singer : Swati Sharma

Bas Itna Hai Mera Kissa Lyrics

Song Title = Bas Itna Hai Mera Kissa
Movie/Album = Direct Ishq 2016
Singer = Swati Sharma
Music = Tanishk Bagchi
Lyrics = A.M. Turaz

((Baatne lage kyun mujhe
Oh.. Oh..

Dil ki mansha puchti kya hai
Mujhme duniya dhundhti kya hai
Aisi hun naa to waisi hun
Main bhi to tum jaisi hun
Fir mujhko maarti hai
Mein hak maangu toh
daatati hai...

Bas itna hai mera kissa
Maan ke rakh tu mera hissa (x2)

Tumko saara pata nahi hai
Ladki hona khata nahi hai
Jitna jakhte haq tera
Utna hi mera haq hai

Fir bhi saalo jaane kyun
Tujhko mujhpe hi shaq hai kyun

Bas itna hai mera kissa
Maan ke rakh tu mera hissa (x2)

Hmm..hum naa hote to kya hota
Tanha baithe ghut ghut rota
Kaun dil ki marammat karta
Kaun tujhse mohabbat karta

Sabke dil mein baste hai hum
Fir bhi saala saste hai hum

Bas itna hai mera kissa
Maan ke rakh tu mera hissa (x2))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bas Itna Hai Mera Kissa

Bas Itna Hai Mera Kissa is a song from Direct Ishq 2016. It is sung by Swati Sharma. Lyrics are credited to A.M. Turaz. Music information: Tanishk Bagchi. Read the lyrics above and view the Direct Ishq 2016 album song list for more songs and album details.