Bas Ek Saza Hito Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jailor 1958 album cover

Jailor 1958 Album Details

Sohrab Modi
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Sohrab Modi, Geeta Bali, Abhi Bhattacharya

album songs
Bas Ek Saza Hito Hai
Singer : Mahendra Kapoor

Bas Ek Saza Hito Hai Lyrics

Song Title = Bas Ek Saza Hito Hai
Movie/album = Jailor (1958)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Sohrab Modi
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Bas ek saja hi to hai zindagi
Bas ek saja hi to hai zindagi
Koi ro ro ke kate koi haske gujare
Bas ek saja hi to hai zindagi
Bas ek saja hi to hai zindagi

Ho tere hatho ka banaya hua
Ye jail hai
Tere apne hi karmo ka
Ye khel hai
Tere apne hi karmo ka
Ye khel hai
Chahe isko bigade chahe isko saware
Ik saja hi to hai zindagi
Bas ik saja hi to hai zindagi

Khel ban ban ke dekhe bigadte yaha
Aur mil mil ke dekhe bichadte yaha
Kayi jhuthe bhi jeete kayi sache bhi haye
Ek saja hi to hai zindagi
Bas ek saja hi to hai zindagi

Jinko samjha tha apna
Daga de gaye
Aag dil me lagake
Hawa de gaye
Jinko samjha tha apna
Daga de gaye
Aag dil me lagake
Hawa de gaye
Hue ab wo paraye
The ek din jo hamare
Ek saja hi to hai zindagi
Koi ro ro ke kate koi haske gujare
Ek saja hi to hai zindagi
Bas ek saja hi to hai zindagi...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Bas Ek Saza Hito Hai

Bas Ek Saza Hito Hai is a song from Jailor 1958. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Jailor 1958 album song list for more songs and album details.