Barsaat Ke Din Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Barsaat 2005 album cover

Barsaat 2005 Album Details

Suneel Darshan
Nadeem Saifee, Shravan Kumar
Sameer
Bobby Deol, Bipasha Basu, Priyanka Chopra

album songs
Barsaat Ke Din Aaye
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Barsaat Ke Din Aaye Lyrics

Song Tilte = Barsaat Ke Din Aaye
Singer = Kumar Sanu, Alka Yagnik
Lyricist =Sameer
Music Director =Nadeem Saifee, Shravan Kumar
Film Director =Suneel Darshan
Film Producer =Suneel Darshan

Mp3 Song Lyrics

((barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
betabiyo ke sharaare bichhe hai
ye saawan ki rimjhim jhadi hai
kadam bekhudi me behakne lage hai
ye madhoshiyo ki ghadi hain
barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye

jalte rahe hum khayalo ke lau se
sahi humne barso judaai
cham cham barasti suhani ghata ne
ajab si agan hai lagaai
barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye

na tum hosh me ho na hum hosh me hai
behak jaaye na tum sambhalo hume
gujarish yahi hai tamannao ki
sanam baajuo me uthalo hume
jasbaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye

deewani deewani jawani mastani
garm saanso me tufan hai
deewana deewana sama hai deewana
zara si chahat bhi beimaan hai

dhua sa uthe hai kahi jism se
kaho baadlo se baraste rahe
saha jaaye na ye judaai ka gam
bhala kab talak hum taraste rahe
baraat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
barsaat ke din aaye..))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Barsaat Ke Din Aaye Video

About Barsaat Ke Din Aaye

Barsaat Ke Din Aaye is a song from Barsaat 2005. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifee, Shravan Kumar. Read the lyrics above and view the Barsaat 2005 album song list for more songs and album details.