Barsaat Hai Lagne Laga Lyrics, Singer & Song Details

Souten 2006 album cover

Souten 2006 Album Details

Karan Razdan
Anand, Milind Shrivastav
Praveen Bhardwaj
Mahima Chaudhry, Gulshan Grover, Shakti Kapoor, Padmini Kolhapure, Kiran Rathod,

album songs
Barsaat Hai Lagne Laga
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Barsaat Hai Lagne Laga Lyrics

Song Title = Barsaat Hai Lagne Laga
Movie/album = Souten - The Other Woman (2006)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Praveen Bhardwaj
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Karan Razdan

Mp3 Song Lyrics

(( Barsaat hai lagne laga hai darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Iss raat se lagne laga hai darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo

Nazar aa raha hain kaisa yeh manjar
Hai toofan baahar hai toofan andar
Nazar aa raha hain kaisa yeh manjar
Hai toofan baahar hai toofan andar
Dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hai
Koi aag jalke nahi bujh rahi hai
Koi aag jalke nahi bujh rahi hai
Iss aag se lagne laga hai darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo

Saari umar ham pyaase hi tarse
Tamanna hai ab yeh ghata aur barse
Saari umar ham pyaase hi tarse
Tamanna hai ab yeh ghata aur barse
Ghatao se keh do kahi aur jaayen
Yeh baarish ki boonde hamein na satayen
Kya baat hai lagne laga hai darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo

Brsaat hai lagne laga hai darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Khidkiyaan band kar lo.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Barsaat Hai Lagne Laga

Barsaat Hai Lagne Laga is a song from Souten 2006. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Praveen Bhardwaj. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Souten 2006 album song list for more songs and album details.