Barf Mein Tension Lyrics, Singer & Song Details

Sahi Dhandhe Galat Bande 2011 album cover

Sahi Dhandhe Galat Bande 2011 Album Details

Parvin Dabas
None
None
Sharat Saxena, Parvin Dabas, Vansh Bharadwaj, Anupam Kher, Ashish Nayyar, Kuldee

album songs
Barf Mein Tension
Singer : Brijesh Kumar, Jaspreet Singh

Barf Mein Tension Lyrics

Song Title = Barf mein tension
Movie/Album = Sahi Dhandhe Galat Bande
Singer = Brijesh Kumar, Jaspreet Singh

Mp3 Song Lyrics

((Milke saare sochte hain karna kya hai abe pyare
Bheja gol gol tu ghuma
Drink bana soda dal ek peg marle tu
Khali peeli yun na muskura

Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu yeh bata
Lafda jo hoga toh karenge kya
abe baraf mein tension mila ke peeja

Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu yeh bata
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

ho ho ho....
Kuch toh soch sale khada khada tu kya dekhta
Iski baat mat tu sun yeh sala sirf phenkta
Itna kyu phenkta itna kya lapeta
Itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta

Banti hai duniya ko maamu bana
Aih ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

Banti hai duniya ko maamu bana
Aih ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

Ho ho ho......

Moonchh ko chadha ke dekho thulla kaise ghoorta
Patli gali se bhidu main to hoon khisakta
[Aise kyun khisakta aise kyu khisakta
Aise kyun khisakta bidu aise kyu khisakta

Naache ishaare pe sikka yahaan
Pocket hai bhari ho toh sab hai tera
[Par lafda jo hoga hoga toh karenge kya

Naache ishaare pe sikka yahaan
Pocket hai bhari ho toh sab hai tera
[Par lafda..jo hoga...

Ho ho ho......
haan haa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Barf Mein Tension

Barf Mein Tension is a song from Sahi Dhandhe Galat Bande 2011. It is sung by Brijesh Kumar, Jaspreet Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sahi Dhandhe Galat Bande 2011 album song list for more songs and album details.