Barf Khushi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Ek Ajnabee 2005 album cover

Ek Ajnabee 2005 Album Details

Apoorva Lakhia
Amar Mohile
Jaideep Sahni
Amitabh Bachchan, Arjun Rampal, Perizaad Zorabian

album songs
Barf Khushi Hai
Singer : Kailash Kher

Barf Khushi Hai Lyrics

Song Title = Barp Khushi hain
Song Lyrics Movie = Ek Ajnabee (2005)
Music Composer = Amar Mohile
Lyrics = Jaideep Sahni
Singers = Kailash Kher

Mp3 Song Lyrics

((Barf Khushi Hai Sard Haseen Hai
Kyon Muskurahat Jaise Jami Hai
Koi Jo Pootche Kya Kya Kami Hai
Kya Dil Bataye Woh Ajnabi Hai
Ek Ajnabi Hai

Unchi Minaarein Lambi Katarein
Choti Baharein Kya Yeh Sahi Hai
Koi Jo Pootche Kyon Yeh Sabhi Hai
Bole Nazar Kya Woh Ajnabi Hai
Ek Ajnabi Hai - 2
Unchi Minaarein Lambi Katarein
Choti Baharein Kya Yeh Sahi Hai
Koi Jo Pootche Kyon Yeh Sabhi Hai
Bole Nazar Kya Ek Ajnabi Hai
Ek Ajnabi Hai - 2

Lalchate Chehre Muskate Pehre
Taalo Pe Taale Chaabi Nahi Hai
Koi Jo Pootche Jaate Kaha Ho
Bole Kadam Kya Ek Ajnabi Hai
Ek Ajnabi Hai - 2
Lalchate Chehre Muskate Pehre
Taalo Pe Taale Chaabi Nahi Hai
Koi Jo Pootche Jaate Kaha Ho
Bole Kadam Kya Ek Ajnabi Hai
Woh Ajnabi Hai Ek Ajnabi Hai
Ha Ajnabi Hai

Unchi Minaarein Lambi Katarein
Lalchate Chehre Muskate Pehre
Aaja Hai Kehte Haste Hi Rehte
Kehte Hai Humse Hum Zindagi Hai
Barf Jami Ho Sard Haseen Ho
Seene Ke Andar Baste Ho Khandar
Taale Lage Ho Jaale Lage Ho
Lagte Hai Yeh Pal Ajnabi Hai
Yeh Zindagi Hai Toh Jeete Hai Kaise
Yeh Hai Jo Khushiya To Peete Hai Kaise
Muh Se Bolu Koi Raaz Kholu
Toh Kehti Hai Duniya - 2
Koi Toh Kami Hai - 2
Ek Ajnabi Hai - 6 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Barf Khushi Hai

Barf Khushi Hai is a song from Ek Ajnabee 2005. It is sung by Kailash Kher. Lyrics are credited to Jaideep Sahni. Music information: Amar Mohile. Read the lyrics above and view the Ek Ajnabee 2005 album song list for more songs and album details.