Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy Lyrics, Singer & Song Details

Aurangzeb 2013 album cover

Aurangzeb 2013 Album Details

Atul Sabharwal
Amartya Rahut
Puneet Sharma
Arjun Kapoor, Sasha Aagha, Prithviraj Sukumaran

album songs
Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy
Singer : Ram Sampath, Sasheh Aagha

Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy Lyrics

Song Lyrics Title = Barbadiyan Meethi Lage Aazadiyaan
Song Lyrics Movie or Album = Aurangzeb 2013
Singers = Ram Sampath, Sasheh Aagha
Song Lyricists = Puneet Sharma
Music Composer = Amartya Rahut
Director = Atul Sabharwal
Music Label = YRF Music


Mp3 Song Lyrics

((O ho o o..

Ude ude phire raaton ko
Jeeyein jeeyein jeele khwabon ko
Dhuaan dhuaan samaa hai dekho..woh oo wo..
Dhare hain kyun beh jaane do..ho!

Chalo jale jale phirein
Doob kar marein
Shararatein sab karein
Barbadiyan..meethi lage aazadiyaan..
Barbadiyan..meethi lage aazadiyaan..
Barbadiyan..meethi lage aazadiyaan..

O ho o o..
Khud ko kar khuda sab kuch tabaah kar de
Humein jo bhi ho pata saare gunaah kar de
Neeli neeli aag haan bhar le nigaahon mein
Jalti daastaan rakh de hawaaon mein..woh o o..

Chalo jale jale phirein
Doob kar marein
Shararatein sab karein
Barbaadiyaan..meethi lage aazadiyaan..
Barbaadiyaan..meethi lage aazadiyaan..
Barbaadiyaan..meethi lage aazadiyaan..

Ho..dil kahe to phir nas nas dhadhakne de
Leharon ko tod de, dariya ubalne de
Aaja phir thaam lein, anjaani raahon ko
Hoga par choomna
Apni sazaaon ko..o o o

Chalo jale jale phirein
Doob kar marein
Shararatein sab karein
Aazaadiyaan, dengi humein barbadiyan
Barbaadiyan, meethi lage aazadiyaan
Aazadiyaan, dengi hamein barbadiyan
Barbadiyan, meethi lage aazadiyaan..
Woh o o..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy Video

About Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy

Barbadiyan Meethi Lage Aazadiy is a song from Aurangzeb 2013. It is sung by Ram Sampath, Sasheh Aagha. Lyrics are credited to Puneet Sharma. Music information: Amartya Rahut. Read the lyrics above and view the Aurangzeb 2013 album song list for more songs and album details.