Banware Se Pooche Banwariya Lyrics, Singer & Song Details

Hum Tum Aur Ghost 2010 album cover

Hum Tum Aur Ghost 2010 Album Details

Kabeer Kaushik
Shankar, Ehsaan
Javed Akhtar
Arshad Warsi, Dia Mirza, Boman Irani, Sandhya Mridul

album songs
Banware Se Pooche Banwariya
Singer : Shaan, Sunidhi Chauhan

Banware Se Pooche Banwariya Lyrics

Song Title = Banware Se Pooche Banwariya
Movie/Album = Hum Tum Aur Ghost (2010)
Singer(s) = Shaan, Sunidhi Chauhan, Maria Goretti, Loy Mendonca, Raman Mahadevan, Anousha Mani, Rahul Saxena
Music Director = Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((Jab jamke dhol baje, jab aise roop saje
To banware se pooche banwariya
Jab jamke dhol baje, jab aise roop saje
To banware se pooche banwariya
Main kyun na naachu aur gaaun
Main kyun na roop dikhlaun
Main kyun na khul ke batlaun
Tell me baby
Jo masti chayi hai girke
To ang ang mera dhirke
Ab tum na mujhko na roko na ji na toko na ji haan dekho
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, nain mila le nain se
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, dono rahenge chain se

O rang rangeli sun le o chail chabeeli sun le
Tere chahne wale tujhpe denge jaan lutaa
Tere hum hai puraane rasiya, chal humko bana mann masiya
Tujhe duniya mein nahin milega koi hum jaisa
Tu mere mann ki hai rani, sun mere pyaar ki bani
Kyun door tu hai deewani, tell me baby
Jo masti chayi hai girke
To ang ang mera dhirke
Ab tum na mujhko na roko na ji na toko na ji haan dekho
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, nain mila le nain se
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, dono rahenge chain se

Masti jo aise barse to phir kyun ye mann tarse
Aata nahin oven? laut ke itna jaan le tu
Dil ki raahon mein aaja, meri inn baahon mein aaja
Tu meri hai main tera itna maan le tu
Tu aise jahan le dole, mann khaye mera hichkole
Tu bole to koi kya bole, tell me baby
Jo masti chayi hai girke
To ang ang mera dhirke
Ab tum na mujhko na roko na ji na toko na ji haan dekho
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, nain mila le nain se
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, dono rahenge chain se


Jab jamke dhol baje, jab aise roop saje
To banware se pooche banwariya
Jab jamke dhol baje, jab aise roop saje
To banware se pooche banwariya
Main kyun na naachu aur gaaun
Main kyun na roop dikhlaun
Main kyun na khul ke batlaun
Tell me baby
Jo masti chayi hai girke
To ang ang mera dhirke
Ab tum na mujhko na roko na ji na toko na ji haan dekho
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, nain mila le nain se
DJ gimme some more, sun meri sajni meri bijuriya
DJ gimme some more, dono rahenge chain se...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Banware Se Pooche Banwariya

Banware Se Pooche Banwariya is a song from Hum Tum Aur Ghost 2010. It is sung by Shaan, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Shankar, Ehsaan. Read the lyrics above and view the Hum Tum Aur Ghost 2010 album song list for more songs and album details.