Banti Nazar Aati Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Lal Haveli 1944 album cover

Lal Haveli 1944 Album Details

K.B. Lall
Mir Saheb
Shams Lakhnavi
Kanhaiyalal Chaturvedi, Meena Kumari, Noorjahan

album songs
Banti Nazar Aati Nahin
Singer : Noor Jehan

Banti Nazar Aati Nahin Lyrics

Song Title = Banti Nazar Aati Nhi
Movie/Album = Lal Haveli (1944)
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = Shams Lakhnavi
Music Composer = Mir Saheb
Director = K.B. Lall
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Banti nazar aati nahin
Tadbeer hamaari
Tadbeer hamaari
Banti nazar aati nahin
Tadbeer hamaari
Tadbeer hamaari

Mar jaayenge tab jaagegi
Taqdeer hamaari
Mar jaayenge tab jaagegi
Taqdeer hamaari
Taqdeer hamaari
Banti nazar aati nahin
Tadbeer hamaari
Tadbeer hamaari

Kyun mast hawaaen hamen
Aa aa ke sataayen
Kuchh yaad dilaayen bijli si giraayen
Dil toot chukaa lut chuki
Jaagir hamaari
Jaagir hamaari
Dil toot chukaa lut chuki
Jaagir hamaari
Jaagir hamaari
Banti nazar aati nahin
Tadbeer hamaari
Tadbeer hamaari

Jee chaahtaa hai aag
Zamaane mein lagaa doon
Duniyaa ko jalaa doon
Duniyaa ko jalaa doon
Baaki nahin ab aahon mein
Taasir hamaari
Taasir hamaari
Baaki nahin ab aahon
Mein taasir hamaari
Taasir hamaari
Banti nazar aati nahin
Tadbeer hamaari
Tadbeer hamaari.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Banti Nazar Aati Nahin

Banti Nazar Aati Nahin is a song from Lal Haveli 1944. It is sung by Noor Jehan. Lyrics are credited to Shams Lakhnavi. Music information: Mir Saheb. Read the lyrics above and view the Lal Haveli 1944 album song list for more songs and album details.