Bansi Ki Dhun Tere Liye Lyrics, Singer & Song Details

Taj 1956 album cover

Taj 1956 Album Details

Nandlal Jaswantlal
None
None
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Bipin Gupta

album songs
Bansi Ki Dhun Tere Liye
Singer : Lata Mangeshkar

Bansi Ki Dhun Tere Liye Lyrics

Song Title = Bansi Ki Dhun Tere Liye
Movie/Album = TAJ
Singer(s) = LATA MANGESHKAR

Mp3 Song Lyrics

((bansi ki dhun sun tere liye chun chun
laayi hoon main bagiya se gori gori kaliyaan
bansi ki dhun sun tere liye chun chun
laayi hoon main bagiya se gori gori kaliyaan
nikali hoon chup chup, ghar se main luk chup
aayi hoon sajaane balam teri galiyaan

bhole sajan tere dil ki jalan
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
bhole sajan tere dil ki jalan
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri nazar kise dhoondhe idhar
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri meethi nazar pehchaan gayi re
duniya se bach bach
kehati hoon sach sach
aayi hoon sajaane balam teri galiyaan

bansi ki dhun sun tere liye chun chun
laayi hoon main bagiya se gori gori kaliyaan
baanki palak yeh saloni jhalak
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
tere kasam yah sooratiya balam mohe
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
main to baithe bithaaye jiya haar gayi re
dil mera pal pal
kehata tha chal chal
aayi hoon sajaane balam teri galiyaan
bansi ki dhun sun tere liye chun chun
laayi hoon main bagiya se gori gori kaliyaan
nikali hoon chup chup, ghar se main luk chup
aayi hoon sajaane balam teri galiyaan ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bansi Ki Dhun Tere Liye

Bansi Ki Dhun Tere Liye is a song from Taj 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Taj 1956 album song list for more songs and album details.