Bansi Ki Dhun Sun Balmu Lyrics, Singer & Song Details

Hare Krishna 1974 album cover

Hare Krishna 1974 Album Details

None
S N Tripathi
B D Mishra
Jamuna, Hema Malini, Taraka Rama Rao Nandamuri

album songs
Bansi Ki Dhun Sun Balmu
Singer : Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Bansi Ki Dhun Sun Balmu Lyrics

Song Title = Bansi Ki Dhun Sun Balmu
Movie/Album = Hare Krishna (1974)
Singer = Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist = B D Mishra
Music Director = S N Tripathi

Mp3 Song Lyrics

((bansi ki dhun sun balm
pyar ke nachke mai tu jhumu
moh liya tune is man ko
tune madhav ke nainan ko
he madhav ke nainan ko

tere hi nainan me chupu
aa tere milan ko mai tadpu
nand kishor ki priya tu
jhankar more man ki tu
jhankar more man ki tu

vrindavan ke gokul gaav ka
tu hai salona sundar sawra
vrindavan ke gokul gaav ka
tu hai salona sundar sawra
sakhiyo ke sang ras rachavat
hai mujhko piya ati bhaya
hai mujhko piya ati bhaya

vrindawan ki na to sakhiya ab wo
ek tuhi hai sathi ab to
vrindawan ki na to sakhiya ab wo
ek tuhi hai sathi ab to
he sajni
he sajni ras rang ki bato se
mai ho chuka tumhara ab to
mai ho chuka tumhara ab to
tere hi nainan me chupu
aa tere milan ko mai tadpu
bansi ki dhun sun balm
pyar ke nachke mai tu jhumu
moh liya tune is man ko
tune madhav ke nainan ko
he madhav ke nainan ko..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bansi Ki Dhun Sun Balmu

Bansi Ki Dhun Sun Balmu is a song from Hare Krishna 1974. It is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to B D Mishra. Music information: S N Tripathi. Read the lyrics above and view the Hare Krishna 1974 album song list for more songs and album details.