Banjar Ret Hai Revisited Lyrics, Singer & Song Details

Kabul Express 2006 album cover

Kabul Express 2006 Album Details

Kabir Khan
Raghav Sachar
Aditya Dhar
John Abraham, Arshad Warsi, Salman Shahid

album songs
Banjar Ret Hai Revisited
Singer : Sunidhi Chauhan

Banjar Ret Hai Revisited Lyrics

Song Title = Banjar Ret Hai Revisited
Movi/Album = Kabul Express (2006)
Singers = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Aditya Dhar
Music Composer = Raghav Sachar
Director = Kabir Kha

Mp3 Song Lyrics

((Banjar ret hai
Zameen banjar hai
Banjar aasmaan
Yeh ghar banjar hai

Banjar ret hai
Zameen banjar hai
Banjar aasmaan
Yeh ghar banjar hai

Banjar dil yeh ,yeh nain banjar
Banjar nain ke aaason banjar hai

Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar
Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar

Banjaar lamhaa hai
Waqt banjar hai
Banjar waqt see yeh raaat banjar hai
Banjaar lamhaa hai
Waqt banjar hai
Banjar waqt see yeh raaat banjar hai

Banjar raat khwaab banjar
Chand taaronn ka saath banjar hai

Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar
Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar

Hoooo ho oo manjar

Banjar reth banjar zameeno ki is daur mein
Banjar maan banjar dhadkano ke is shor mein
Banjar ehsaas mein banjar saaaason mein
Ek safar zaruri banta hai jo dilo ki dum see chalta hai
Ek safar zaruri banta hai jo dilo ki dum see chalta hai

Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar
Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar
Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar
Is bajar seher ke dil mein dundhu mein gile miithi ka manjar..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Banjar Ret Hai Revisited

Banjar Ret Hai Revisited is a song from Kabul Express 2006. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Aditya Dhar. Music information: Raghav Sachar. Read the lyrics above and view the Kabul Express 2006 album song list for more songs and album details.