Ek Villain 2014 - Download Mp3 Song

Ek Villain 2014

Ek Villain 2014

Mohit Suri
Mithoon
Mithoon
Riteish Deshmukh, Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor

album songs
Banjaare KO Ghar
Singer : Mohammed Irfan

Banjaare KO Ghar Lyrics

Song Title = Banjaare KO Ghar
Movie/album = Ek Villain 2014
Singer = Mohammed Irfan
Composer = Mithoon
Lyrics = Mithoon

Mp3 Song Lyrics

((Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai

Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...

Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar

Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe phir se woh sikha raha
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar

Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey,
Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai iraada tera

Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar

Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Banjaare KO Ghar Video

Video Description :

Banjaare KO Ghar download mp3 song

Recent Tags : Banjaare KO Ghar Lyrics | Banjaare KO Ghar Video Song | Banjaare KO Ghar free play mp3 song | Banjaare KO Ghar free download mp3 song | Banjaare KO Ghar Full Video Song | Free Banjaare KO Ghar movie songs | Banjaare KO Ghar free songs | Banjaare KO Ghar play online | Banjaare KO Ghar free mp3 song download | Banjaare KO Ghar online play Song | Banjaare KO Ghar Hindi Lyrics | Banjaare KO Ghar Lyrics | Banjaare KO Ghar online mp3 songs | Banjaare KO Ghar full songs | Banjaare KO Ghar online music | Banjaare KO Ghar free Video | Banjaare KO Ghar online Video | Banjaare KO Ghar mp3 Download | Free Download Banjaare KO Ghar song