Ban Ke Titli Dil Uda Lyrics, Singer & Song Details

Chennai Express 2013 album cover

Chennai Express 2013 Album Details

Rohit Shetty
Vishal, Shekhar
Amitabh Bhattacharya
Deepika Padukone, Shah Rukh Khan, Satyaraj

album songs
Ban Ke Titli Dil Uda
Singer : Chinmayi Sripada, Gopi Sunder

Ban Ke Titli Dil Uda Lyrics

Song Title = Ban Ke Titli Dil Uda
Movie/album = Chennai Express (2013)
Singers = Chinmayi Sripada, Gopi Sunder
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Composer = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Director = Rohit Shetty
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Ban ke titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door..

Ban ke titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door..
Chalke khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin door..o..
Aaj se yeh kaise
Ansuni se jaise
Choome andheron ko
Koi noor..
Ban ke titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door..o..

Wu..sirf keh jaaun yaar
Aasmaan pe likh doon
Teri taareefon mein
Chashme baddoor.. o..

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door..o..
Chalke khushbu se juda juda juda hai
Kahin door..o..

Bhoori bhoori aanhein teri
Kankhiyon se tezz kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte phirte panchiyonke rukh bhi mode

Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Tere saadgi mein
Hoke choor..o..

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door..o..
Chalke khushbu se juda juda juda hai
Kahin door..o..

Raatein ginke, neendein bun ke
Cheez kya hai khwaabdaari hum ne jaani
Tere sur ka, saaz ban ke
Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani

Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shaayari hai
Ya koi shaarayaana hai fitoor..

Ban ke titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door..o..
Chalke khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin door..o..
Aaj se yeh kaise
Ansuni se jaise
Choome andheron ko koi noor..

Ban ke titli dil uda uda uda hai
Kahin door..o..

Wu..sirf keh jaaun yaar
Aasmaan pe likh doon
Teri taareefon mein
Chashme baddoor..o..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ban Ke Titli Dil Uda

Ban Ke Titli Dil Uda is a song from Chennai Express 2013. It is sung by Chinmayi Sripada, Gopi Sunder. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Vishal, Shekhar. Read the lyrics above and view the Chennai Express 2013 album song list for more songs and album details.