Bam Babam Babam Bobby Lyrics, Singer & Song Details

Ghar Ek Mandir 1984 album cover

Ghar Ek Mandir 1984 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Mithun Chakraborty

album songs
Bam Babam Babam Bobby
Singer : Kishore Kumar

Bam Babam Babam Bobby Lyrics

Song Title = Bam Babam Babam Bobby
Song Lyrics Movie = Ghar Ek Mandir
Singers =Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = K.Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Kisi ke akal ke tale ki
Kisi ke akal ke tale ki
Kho gayi hai chabi

Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Kisi ke akal ke tale ki
Kho gayi hai chabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi

Kisi ke hath mein soda hai
Kisi ke hath mein botal
Kisi ke hand mein soda hai
Kisi ke hand mein botal
Ye ghar pahle mandir tha
Ye ghar pahle mandir tha
Ab ban gaya hai hotel
Hotel mein bhi dekhi nahi
Aisi behizabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi

Ek se badh kar ek hai
Teri har ek saheli
Ek se badh kar ek hai
Teri har ek saheli
Par gumsum chup chap hai
Jaise koi paheli
Ek se badh kar ek hai
Teri har ek saheli
Par gumsum chup chap hai
Jaise koi paheli
Kuchh bolo tum bhi
Kaho do na koi jawabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi

Humne to ye socha tha
Ha soch tha
Humne to ye socha tha
Kal khelenge holi
Aaj wamasha ho jaye ho jaye
Kal ko maro goli
Ye gore gore mukhde
Kar do kar do lal gulabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Kisi ke akal ke tale ki
Kisi ke akal ke tale ki
Kho gayi hai chabi

Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi
Bam babam babam bobby
Ho gayi badi kharabi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bam Babam Babam Bobby

Bam Babam Babam Bobby is a song from Ghar Ek Mandir 1984. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Ghar Ek Mandir 1984 album song list for more songs and album details.