Bali Umariya Bhajan Karoon Kai Lyrics, Singer & Song Details

Sanyasi 1975 album cover

Sanyasi 1975 Album Details

Sohanlal Kanwar
None
None
Manoj Kumar, Hema Malini, Premnath

album songs
Bali Umariya Bhajan Karoon Kai
Singer : Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh

Bali Umariya Bhajan Karoon Kai Lyrics

Song Title = Bali Umariya Bhajan Karoon Kaise
Movie/Album = Sanyasi (1975)
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh

Mp3 Songs Lyrics

((baali baali umariya bhajan karu kaise
chadhati jawani jogan banu kaise
baali baali umariya bhajan karu kaise
chadhati jawani jogan banu kaise
jhutha guru ka wachan karu kaise
saadhu lutera sajan banu kaise
jhutha

chaal meri behki nazar meri doli - 2
chhut gaya bachpan badal gayi boli
teri tu jaane mujhe chhod de akela
main na ban paaunga saadhu se chhaila
maaya maaya mein mann ko magan karu kaise
chadhati jawani jogan banu kaise
baali umariya bhajan karu kaise
chadhati jawani jogan banu kaise
baali

na ghar ki parwaah na logon ka darr hai - 2
aaisi kya teri hi chadhti umar hai
jaane kyon tujhpar bna koi asar hai
teri aur meri barabar umar hai
naajuk naajuk kamariya sambhal chalu kaise
saadhu lutera sajan banu kaise
jhutha guru ka wachan karu kaise
saadhu lutera sajan banu kaise
jhutha

baar baar ye tujhko kaise samjhaaun - 2
tujhse koi rishta main jod nahi paaun
laaj lage batiyaan main kaise bataaun
aaisa na ho main kunwaari reh jaaun
thandi thandi mann ki agan karu kaise
saadhu lutera sajan banu kaise
baali baali umariya bhajan karu kaise
jhutha guru ka wachan karu kaise
chadhati jawani jogan banu kaise
baali..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bali Umariya Bhajan Karoon Kai

Bali Umariya Bhajan Karoon Kai is a song from Sanyasi 1975. It is sung by Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sanyasi 1975 album song list for more songs and album details.