Balam Se Milan Hoga Lyrics, Singer & Song Details

Chaudhvin Ka Chand 1960 album cover

Chaudhvin Ka Chand 1960 Album Details

M. Sadiq
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Waheeda Rehman, Guru Dutt, Rehman

album songs
Balam Se Milan Hoga
Singer : Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Balam Se Milan Hoga Lyrics

Song Title = Balam Se Milan Hoga
Song Lyrics Movie = Chaudhvin Ka Chand 1960
Singer =Asha Bhosle, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = Mohammed Sadiq
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((balam se milan hoga
sharmane ke din aaye
marenge najar saiya mar jane ke din aaye
balam se milan hoga
sharmane ke din aaye
marenge najar saiya mar jane ke din aaye

babul ka more aangan bichda
chutti re mori sakhiya
babul ka more aangan bichda
chutti re mori sakhiya
neer bahaye gunghat me mori laaz ki mari ankhiya
mori laaz ki mari ankhiya
ban ke vo din guiya
yaad aane ke din aaye
balam se milan hoga
sharmane ke din aaye

pee sang more nain milenge
dhadhkat mori chatiya
pee sang more nain milenge
dhadhkat mori chatiya
man hi man me dolungi mai to
preet ki sun ke batiya
mai to preet ki sun ke batiya
thamenge sajan baiya
bal khane ke din aaye
balam se milan hoga
sharmane ke din aaye
marenge najar saiya mar jane ke din aay..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Balam Se Milan Hoga

Balam Se Milan Hoga is a song from Chaudhvin Ka Chand 1960. It is sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Chaudhvin Ka Chand 1960 album song list for more songs and album details.