Baje Bansuri Chale Sanwari Lyrics, Singer & Song Details

Shisham 1952 album cover

Shisham 1952 Album Details

Kishore Sharma
Roshanlal Nagrath
Uddhav Kumar
Nasir Khan, Nutan, Gope

album songs
Baje Bansuri Chale Sanwari
Singer : Lata Mangeshkar

Baje Bansuri Chale Sanwari Lyrics

Song Title = Baje Bansuri Chale Sanwari
Movie/Album = Shisham (1952)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Uddhav Kumar
Music Composer = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = Kishore Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki
Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki

Chhunak chhunak mori baaje re payaliya
Thumak thumak le ke chali hun gagariya
Thumak thumak le ke chali
Laage na najariya baali hai umariya
Bole hai gujariyaa ho
Duniyaa mauj bahaar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki

Chamak chamak man mohe re titaliya ho
Kuhu kuhu hu bole daalo pe koyaliya ho
Chamak chamak man mohe re titaliya ho
Kuhu kuhu hu bole daalo pe koyaliya ho
Hari hai dagariyaa phulo ki nagariya
Chhaayi hai badariyaa ho
Sudh bhuli sansaar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki

Lahar lahar hawaa laharaaye baalo ko
Chatak matak chhu jaaye gore gaalo ko
Chatak matak chhu jaaye
Khushi ka zamaana mausam hai suhana
Mujhe naa satana ho
Mai chhori nambaradar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki
Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baje Bansuri Chale Sanwari

Baje Bansuri Chale Sanwari is a song from Shisham 1952. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Uddhav Kumar. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Shisham 1952 album song list for more songs and album details.