Baj Utha Saanson Mein Lyrics, Singer & Song Details

Eeshwar 1989 album cover

Eeshwar 1989 Album Details

Dr. K. Viswanath, Rajesh Malik
Laxmikant, Pyarelal
Anjaan
Anil Kapoor, Vijayshanti, Saeed Jaffrey

album songs
Baj Utha Saanson Mein
Singer : Nitin Mukesh, Kavita

Baj Utha Saanson Mein Lyrics

Song Lyrics = Baj Utha Saanson Mein Saawan Pyaar Ka
Movie or Album = Eeshwar (1989)
Singer(s) = Kavita Krishnamurthy, Nitin Mukesh
Music Director(s) = Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s) = Anjaan

Mp3 Song Lyrics

((aa aa aa aa aa.......

o ho ho ho ho baj utha saanson mein -2 saawan pyaar ka
sangeet koi koi, (maun dhadkan -2) (ga rahi hai -2)
ansuna sa geet koi
o ho ho ho ho baj utha saanson mein -2 saawan pyaar ka sangeet koi
maun dhadkan ga rahi hai (ansuna sa geet koi -2)

praan ka pyaasa papiha - (2)
aaj saawan ko pukaare - (2)
abb toh tapate pyaase mann pe (banake amrit baras ja re -2)
haule haule palake khole mann mein soi preet koi
maun dhadkan ga rahi hai (ansuna sa geet koi -2)

mandir mein jalate diye ki - (2)
lau mann mein jhilmilaaye - (2)
chal rahe hai pichhe pichhe, o pichhe pichhe
ek hi tan ke do saaye, do saaye
banake saaya chhu raha mann aaj mann ka meet koi
maun dhadkan ga rahi hai (ansuna sa geet koi -2)

chaahat ka chumban banaake - (2)
adharon pe tujhako saja lu - (2)
baandh aalingan ka bandhan, (tujhako tujhase chura lu -2)
. tab deewaane preet maane reet koi
maun dhadkan ga rahi hai (ansuna sa geet koi -2)

o ho ho ho ho baj utha saanson mein -2 saawan pyaar ka sangeet ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baj Utha Saanson Mein

Baj Utha Saanson Mein is a song from Eeshwar 1989. It is sung by Nitin Mukesh, Kavita. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Eeshwar 1989 album song list for more songs and album details.