Baithe Baithe Aaj Aayi Lyrics, Singer & Song Details

Patita 1980 album cover

Patita 1980 Album Details

I. V. Sasi
Bappi Lahiri
Anand Bakshi
Shoma Anand, Mithun Chakraborty, Raj Kiran, Mac Mohan

album songs
Baithe Baithe Aaj Aayi
Singer : Lata Mangeshkar

Baithe Baithe Aaj Aayi Lyrics

Song Title = Baithe Baithe Aaj Aayi
Movie/Album = Patita (1980)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Bappi Lahiri
Director = I.V.Sasi

Mp3 Song Lyrics

((Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jau mai ghata ud jau gagan mein
Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jau mai ghata ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jau mai ghata ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein

Kabhi khelu mai phulo se
Kabhi sawan ke jhulo se
Kabhi khelu mai phulo se
Kabhi sawan ke jhulo se
Dali dali pe mai lahrau
Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jau mai hawa kho jau chaman mein
Kho jau chaman mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein

Ye jo subah naweli hai
Raina ki saheli hai
Ye jo subah naweli hai
Raina ki saheli hai
Dono has ke gale mil rahe
Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jau mai sha is madhur milan mein
Is madhur milan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein

Phul sare nahi khilte
Chand sabko nahi milte
Phul sare nahi khilte
Chand sabko nahi milte
Dhundhu mai kaha fir ujala
Baithe baithe aaj aayi mere man mein
Ban jaumai diya jal jau agan mein
Jal jau agan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein
Ud jau gagan mein.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baithe Baithe Aaj Aayi

Baithe Baithe Aaj Aayi is a song from Patita 1980. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Patita 1980 album song list for more songs and album details.