Bahut aayi gayi yaadein Lyrics, Singer & Song Details

Marjaavaan 2019 album cover

Marjaavaan 2019 Album Details

Milap Milan Zaveri
Jubin nautiyal
Jubin nautiyal
Riteish Deshmukh Sidharth Malhotra Tara Sutaria Rakul Preet Singh

album songs
Bahut aayi gayi yaadein
Singer : Jubin nautiyal

Bahut aayi gayi yaadein Lyrics

Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamaane ka gham
Kya karein?

Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile..

Bahut aayi gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke nahi laana
Tum hi aana!


Meri dahleez se hokar
Baharein jab guzarti hai
Yahan kiya dhoop kiya sawan
Hawayein Bhi barasti hai..

Hamein pucho kiya hota hai
Bina Dil ke jiye jana.
Bahut aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi Aana..

Ohhh.. Ohhh...

Koi toh raah woh hogi
Jo mere ghar ko aati hai
Karo peecha sadaaon ka
Suno kya kehna chahti hai...

Tum aaoge mujhe milne
Khabar yeh bhi tum hi laana.
Bahut aayi gayi yaadein.
Magar iss baar tum hi aana.

Marjaavaan... Marjaavaan.....

About Bahut aayi gayi yaadein

Bahut aayi gayi yaadein is a song from Marjaavaan 2019. It is sung by Jubin nautiyal . Lyrics are credited to Jubin nautiyal . Music information: Jubin nautiyal . Read the lyrics above and view the Marjaavaan 2019 album song list for more songs and album details.