Bahut Yaad Aata Hai Lyrics, Singer & Song Details

Teesra Kinara 1986 album cover

Teesra Kinara 1986 Album Details

Krishnakant
Jagdish Khanna, Uttam Singh
Anjaan
Raj Babbar, Manmohan, Smita Patil, Anita Raaj

album songs
Bahut Yaad Aata Hai
Singer : Shabbir Kumar

Bahut Yaad Aata Hai Lyrics

Song Title = Bahut Yaad Aata Hai
Movie/Album = Teesra Kinara (1986)
Singers = Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Jagdish Khanna, Uttam Singh
Director = Krishnakant

Mp3 Song Lyrics

((Safar ye sanso ka tanha gujar gaya hota
Na jane kis kadam pe dum taher gaya hota
Agar milta na sahara kisi ki chahat ka
Mai na jane kab ka tutkar bikhar gaya hota

Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Koi naam, koi naam, koi naam
Bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Koi naam, koi naam, koi naam
Bahot yaad aata hai

Mere sabhi tarane meri sari shayari
Mere sabhi tarane meri sari shayari
Mere pas hai amante ye uske pyar ki
Wo yaar jisne meri kismat savar di
Wohi naam, wohi naam, wohi naam
Bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Koi naam, koi naam, koi naam
Bahot yaad aata hai

Sanso ke sath meri din rat wo chale
Sanso ke sath meri din rat wo chale
Jab tak kahi na mujhko uski jhalak mile
Meri subha na aaye meri sham na dhale
Wohi naam, wohi naam, wohi naam
Bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Koi naam, koi naam, koi naam
Bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Har subha bahot yaad aata hai
Har sham bahot yaad aata hai
Har subha...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bahut Yaad Aata Hai

Bahut Yaad Aata Hai is a song from Teesra Kinara 1986. It is sung by Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Jagdish Khanna, Uttam Singh. Read the lyrics above and view the Teesra Kinara 1986 album song list for more songs and album details.