Bahut Bura Hai Haal Tere Lyrics, Singer & Song Details

Hum Log 1951 album cover

Hum Log 1951 Album Details

Zia Sarhadi
Roshanlal Nagrath
Vishwamitra Adil
Nutan, Shyama, Durga Khote

album songs
Bahut Bura Hai Haal Tere
Singer : Lata Mangeshkar

Bahut Bura Hai Haal Tere Lyrics

Song Title = Bahut Bura Hai Haal Tere
Movie/album = Hum Log (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Vishwamitra Adil, Uddhav Kumar
Music Director = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = Zia Sarhadi

Mp3 Song Lyrics

((Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Main tadapu nis din hay, chain nahi aaye
Jiya hai bharee, dil me aag lagaye
Badariya karee

Main tadapu nis din hay, chain nahi aaye
Jiya hai bharee, dil me aag lagaye
Badariya karee

Piya sanvare diya hai mujh ko
Badala kaun kusur ka, kab tutega balam
Fasala dur ka

Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Uthaun kab tak gham ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati hai din raat
Aankh ki mina

Uthaun kab tak gham ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati hai din raat
Aankh ki mina

Dil ka sauda kar saudagar
Mausam nahi gurur ka, kab tutega balam
Fasala dur ka...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bahut Bura Hai Haal Tere

Bahut Bura Hai Haal Tere is a song from Hum Log 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Vishwamitra Adil. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Hum Log 1951 album song list for more songs and album details.