Bahiyaan Dharke Lipta Lyrics, Singer & Song Details

Rakhi Aur Hathkadi 1972 album cover

Rakhi Aur Hathkadi 1972 Album Details

S M Sagar
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Asha Parekh, Vijay Arora

album songs
Bahiyaan Dharke Lipta
Singer : Asha Bhosle

Bahiyaan Dharke Lipta Lyrics

Song Title = Bahiyaan Dharke Lipta
Movie/album = Rakhi Aur Hathkadi (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = S.M. Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein
To kya tu nahi tha piya
Haye main mari gayi
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein
To kya tu nahi tha piya
Haye main mar gayi
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein

Darwa lag raha ha wo rasiya
Tujhse kya kahu kaisa
Chhin jhapat mein ha re bilkul
Wo nidar tere jaisa
Dekho sajna rain andheri
Dekho sajna rain andheri
Kaisa gazab haye
Kar gayi haye ram
Bahiya dharke lipta
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein
To kya tu nahi tha piya
Haye main mar gayi
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein

Tab se balma mere tan mein
Jaise chamke bijli
Main bawariya kahe sajke
Teri dhun mein nikli
Ghar se chalke main akeli
Ghar se chalke main akeli
Kaisa gazab haye
Kar gayi haye ram
Bahiya dharke lipta
Bahiya dharke lipta gale
Ke andhere mein
To kya tu nahi tha piya
Haye main mar gayi mar gayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Bahiyaan Dharke Lipta

Bahiyaan Dharke Lipta is a song from Rakhi Aur Hathkadi 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Rakhi Aur Hathkadi 1972 album song list for more songs and album details.