Baharon Mein Doobi Jawan Lyrics, Singer & Song Details

Jaan E Wafa 1990 album cover

Jaan E Wafa 1990 Album Details

Rukun
Mohammed Zahur Khayyam
Bashar Nawaz
Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam

album songs
Baharon Mein Doobi Jawan
Singer : Anupama Deshpande, Shabbir

Baharon Mein Doobi Jawan Lyrics

Song Title = Baharon Mein Doobi Jawan
Movie/album = Jaan-E-Wafa (1990)
Singers = Anupama Deshpande, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Bashar Nawaz
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Rukun

Mp3 Song Lyrics

((Baharon mein doobi jawan chandni
Nazaaro mein ghulne lagi ragini
Baharon mein doobi jawan chandni
Nazaaro mein ghulne lagi ragini
Aise mein jaane wafa aa ja aa ja

Mehakti huyi raf karti huyi
Dulhan see sanwarti huyi
Tu chahe agar o meri dilruba
Thaher jaaye yeh raat dhalti huyi
Baharon mein doobi jawan chandni
Nazaaro mein ghulne lagi ragini
Baharon mein doobi jawan chandni
Nazaaro mein ghulne lagi ragini
Aise mein jaane wafa aa ja aa ja

Meri jaan tum mera iman tum
Tumhi aarzoo dil ka armaan tu
Tumhi se suru hai meri dastan
Meri ruh ki pehli pehchan tum
Wafao ki samme jalale huye
Hai raaho mein hum dil bichhaye huye
Wafao ki samme jalale huye
Hai raaho mein hum dil bichhaye huye
Aise mein jaane wafa aa aa ja

Uth gaye kud kadam tumne awaaz dee
Ab na bichhadenge hum hai kasam pyar ki
Bas yuhi sath ho pyar ki baat ho
Din khile phul se jhumati raat ho
Wafao ki samme..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Baharon Mein Doobi Jawan

Baharon Mein Doobi Jawan is a song from Jaan E Wafa 1990. It is sung by Anupama Deshpande, Shabbir. Lyrics are credited to Bashar Nawaz. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Jaan E Wafa 1990 album song list for more songs and album details.