Baharon Ki Baraat Aa Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Yakeen 1969 album cover

Yakeen 1969 Album Details

Brij
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Dharmendra, Sharmila Tagore

album songs
Baharon Ki Baraat Aa Gayi
Singer : Mohammed Rafi

Baharon Ki Baraat Aa Gayi Lyrics

Song Title = Baharon Ki Baraat Aa Gayi
Movie/album = Yakeen (1969)
Singer= Mohammed Rafi
Lyrics= Hasrat Jaipuri
Music = Jaikishan, Shankar

Mp3 Song Lyrics

((baharon ki baraat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi
suno to mere dil suno to meri jaan
hothon pe dil ki baat aa gayi
baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke sath aa gayi
suno to mere dil suno to meri jaan
hothon pe dil ki baat aa gayi
baharon ki baraat

mujhse dekho na shrmana tum
meri bahon me kho jana tum
mujhse dekho na shrmana tum
meri bahon me kho jana tum
intjaar ki had ho chuki aur jyada na tarsana tum
aur jyada na tarsana tum
baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi
suno to mere dil suno to meri jaan
hothon pe dil ki baat aa gayi
baharon ki baraat

honge mutthi me dono jahan jis ghadi me unhe paunga
honge mutthi me dono jahan jis ghadi me unhe paunga
chand suraj ke dole me dil apne ghar par unhe launga
apne ghar par unhe launga
baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi
suno to mere dil suno to meri jaan
hothon pe dil ki baat aa gayi
baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi
suno to mere dil suno to meri jaan
hothon pe dil ki baat aa gayi
baharon ki baraat.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Baharon Ki Baraat Aa Gayi

Baharon Ki Baraat Aa Gayi is a song from Yakeen 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Yakeen 1969 album song list for more songs and album details.