Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Lyrics, Singer & Song Details

Namaste Jee 1965 album cover

Namaste Jee 1965 Album Details

Daljit Krishan
None
None
Mehmood, Ameeta, Ajit, Nalini Chonkar, I S Johar, Helen, Ulhas, Manorama

album songs
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil
Singer : Mukesh, Lata Mangeshkar

Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Lyrics

Song Title = Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahabuub Aata Hai
Movie/Album = NAMASTEJI
Singer(s) = MUKESH, LATA MANGESHKAR

Mp3 Song Lyrics

((MUKESH

bahaaron thaam lo ab dil mera mahabuub aata hai
LATA
ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se duub jaata hai
MUKESH
bahaaron thaam lo ab dill
LATA
qahar andaaz hain tere qayaamat hain teri baatein
ho meri to jaan le le.ngi ye baatein ye (mulaaqaatein) - 2
MUKESH
sanam sharamaaye jab aise maza kuchh aur aata hai
LATA
ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se duub jaata hai
MUKESH
bahaaron thaam lo ab dill
LATA
labon par ye hansi qaatil gazab jaaduu nigaahon mein
qasam tujhako mohabbat ki machal na (aise raahon mein) -3
MUKESH
machal jaata hai dil jab ruu-ba-ruu diladaar aata hai
LATA
ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se duub jaata hai
MUKESH
bahaaron thaam lo ab dill))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Bahaaron Thaam Lo Ab Dil

Bahaaron Thaam Lo Ab Dil is a song from Namaste Jee 1965. It is sung by Mukesh, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Namaste Jee 1965 album song list for more songs and album details.