Badmast Main Ho Gayi Re Lyrics, Singer & Song Details

Chaalis Chauraasi 2012 album cover

Chaalis Chauraasi 2012 Album Details

Hriday Shetty
Lalit Pandit, Vishal Rajan
Sandeep Srivastava
Shweta Bhardwaj, Reetu Jain, Arbaaz Ali Khan

album songs
Badmast Main Ho Gayi Re
Singer : Daler Mehndi, Mamta Sharma

Badmast Main Ho Gayi Re Lyrics

Song lyrics title = Badmast Main Ho Gayi Re
Song lyrics movie = Chalis Chaurasi - 2012
Singers = Daler Mehndi, Mamta Sharma
Song Lyricists = Sandeep Srivastava
Music Director = Lalit Pandit, Vishal Rajan
Director = Hriday Shetty
Music Label = T-Series
Release on = 13th January, 2012

Mp3 Song Lyricss

((Haniman tere liye..
Haniman tere liye..
Hukka bani, Beedi bani, Sutta bani main
Haniman tere liye..
Darwah bani, Banjwah bani, Bangiyah bani main
Badmast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gayi re

Haniman tere liye..
Haniman tere liye..
Hukka bani, Beedi bani, Sutta bani main
Haniman tere liye..
Darwah bani, Banjwah bani, Bangiyah bani main
Badmast Badmast Badmast main ho gaya re
Mast Badmast Badmast tu ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gaya re

Naa tu piye na mujhe pilaaye
Kyun naa labon se mujhe lagaye
Kyun chhune se ghabraye
Jaan-e-mann bata
Husn mein zeher mila hai
Nas nas mein nasha ghula hai
Naa tu meri nazar ki bijli se tu jal jaayega

Haa toh phir chhune de hone de jo hota hai
Hosh na aane de deewano ko zara aa,,
Haniman mere liye
Hukka bani, Beedi bani, Sutta bani main
Haniman mere liye..
Darwah bani, Banjwah bani, Bandhiyah bani main
Badmast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast tu ho gayi re
Mast Badmast Badmast tu ho gayi re

Saiyyanh haaye daiyah kare gudgudi mora saiyyan
Ho lage botal si tu haaye
Harpal tu mujhe lubhaye
Peete hi tujhko haaye bole dil mera
Arrey mujh se door naa jaana
Mujhe aur naa tu tadpana
Do ghoont bina tonic mein mar jaayega
Lene de chuski tu whiskey mein dhalne de
Labon ko choone de peene de

Haniman mere liye..
Tu Darwah bani, Banjwah bani, Bhangiyah bani
Haniman tere liye..
Darwah bani, Banjwah bani, Bhangiyah bani main
Badmast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gaya re
Mast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gaya re
Badmast Badmast ..........

Main Gutkha bani...mere liye
Arey matka bani..mere liye
Haaye chatkha bani.. mere liye
Zaalim nazar bana
Main botal bani.. mere liye
Soda bani...mere liye
Chakh le re tu zara
Mujhko baahein naa dikha dil ye phisal jaayega
Door hi rehna man ye bahak jaayega
Haniman tere liye
Tharra bana dadhi bana re

Haniman tere liye..
Darwah bani, Banjwah bani, Bhangiyah bani main
Mast Badmast Badmast main ho gaya re
Mast Badmast Badmast main ho gayi re
Mast Badmast Badmast main ho gaya re
Badmast Badmast ......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badmast Main Ho Gayi Re

Badmast Main Ho Gayi Re is a song from Chaalis Chauraasi 2012. It is sung by Daler Mehndi, Mamta Sharma. Lyrics are credited to Sandeep Srivastava. Music information: Lalit Pandit, Vishal Rajan. Read the lyrics above and view the Chaalis Chauraasi 2012 album song list for more songs and album details.