Badlon Se Kaat Kaat Ke Lyrics, Singer & Song Details

Satya 1998 album cover

Satya 1998 Album Details

Ram Gopal Varma
None
None
Urmila Matondkar, J.D. Chakravarthy, Manoj Bajpai, Govind Namdev, Paresh Rawal,

album songs
Badlon Se Kaat Kaat Ke
Singer : Bhupinder Singh

Badlon Se Kaat Kaat Ke Lyrics

Song Title = Badlon Se Kaat Kaat Ke
Movie/Album = Satya (1998)
Singer(s) = Bhupinder

Mp3 Song Lyrics

((baadalon se kaat kaatke, kaagazon pe naam jodna - 2
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya
doriyon se baandh baandh ke raat bhar chand todna
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya

(ek baar tumko jab baraste paaniyon ke paar dekha thha
yoon laga thha jaise gungunaata ek abshaar dekha thha) - 2
tabse meri neend mein barasti rehti ho
bolti bahut ho aur hasti rehti ho
jo tujhe jaanta na ho us-se tera naam poochna
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya

dekho yoon khule badan gulabi sahilon pe aaya na karo
tum namak bhare samundaron mein yoon is tarah nahaya na karo
sara din chandni si chhaayi rehti hai
aur gulabi dhoop baukhlai rehti hai
jaamno ki naram daal pe naakhoon se naam khodna
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya

baadalon se kaat kaatke, kaagazon pe naam jodna
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya
doriyon se baandh baandh ke raat bhar chand todna
yeh mujhe kya ho gaya aare ye mujhe kya ho gaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badlon Se Kaat Kaat Ke

Badlon Se Kaat Kaat Ke is a song from Satya 1998. It is sung by Bhupinder Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Satya 1998 album song list for more songs and album details.