Badli Teri Nazar Lyrics, Singer & Song Details

Badi Bahu 1951 album cover

Badi Bahu 1951 Album Details

Shamim Bhagat
Anil Krishna Biswas
Prem Dhawan
Shekhar, Sulochana, Nimmi, Raj Adib

album songs
Badli Teri Nazar
Singer : Lata Mangeshkar

Badli Teri Nazar Lyrics

Song Title = Badali Teri Nazar
Movie/album = Badi Bahu (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Anil Krishna Biswas
Director = Shamim Bhagat
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Badli teri nazar to
Nazaare badal gaye
Wo chandni wo
Chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar to nazaare

Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Saahil bhi hai gawaah
Kashti meri duboke
Wo dhaare badal gaye
Kashti meri duboke wo dhaare

Wo khwaab wo khayaal
Wo armaan wo hasraten
Wo armaan wo hasraten
Badle jo tum to
Saare ke saare badal gaye
Badle jo tum to
Saare ke saare

Main bhi wahi hoon
Meri wafaayen bhi hain wahi
Wafaayen bhi hain wahi
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Wo chaandni
Wo chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Badli Teri Nazar Video

About Badli Teri Nazar

Badli Teri Nazar is a song from Badi Bahu 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Badi Bahu 1951 album song list for more songs and album details.