Badli Men Chand Hai Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album cover

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 Album Details

Chandrakant
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Dara Singh, Ameeta, Geetanjali, Jagdeep

album songs
Badli Men Chand Hai
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Badli Men Chand Hai Lyrics

Song Title = Badli Mein Chand Hai
Movi/Album = Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)
Singer = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist = Kavi Pradeep, Prem Dhawan
Music Director = Chitragupt
Director = Chandrakant

Mp3 Song Lyrics

((badli me chand hai to aankhiyo me tum piya
mano ya mano na jhuma re jhuma
badli me chand hai to aankhiyo me tum piya
mano ya mano na jhuma re jhuma
humko bhi chain nahi apni kasam
aji jano ya jano na jhuma re jhuma
humko bhi chain nahi apni kasam
aji jano ya jano na jhuma re jhuma

kon sa tara chand ko pyara
ek vahi jis pe ho naam tumhara
kon sa tara chand ko pyara
ek vahi jis pe ho naam tumhara
mai na janu ye baate jara sa samjhana
badli me chand hai to aankhiyo me tum piya
mano ya mano na jhuma re jhuma
humko bhi chain nahi apni kasam
aji jano ya jano na jhuma re jhuma

aaj hawa me geet hai tere
janati hai vo bhi tum mit ho mere
aaj hawa me geet hai tere
janati hai vo bhi tum mit ho mere
o mere man me samma ke na kahi chale jana
humko bhi chain nahi apni kasam
aji jano ya jano na jhuma re jhuma
badli me chand hai to aankhiyo me tum piya
mano ya mano na jhuma re jhuma

kaisi ghadi me aankh ladi thi
gori jabhi milane ki pyas badhi thi
kaisi ghadi me aankh ladi thi
gori jabhi milane ki pyas badhi thi
na to dil ne ye socha na aankhiyo ne jana
badli me chand hai to aankhiyo me tum piya
mano ya mano na jhuma re jhuma
humko bhi chain nahi apni kasam
aji jano ya jano na jhuma re jhuma ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badli Men Chand Hai

Badli Men Chand Hai is a song from Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album song list for more songs and album details.