Badi Mushkil Se Kabu Mein Lyrics, Singer & Song Details

Humsaya 1968 album cover

Humsaya 1968 Album Details

Joy Mukherjee
Omkar Prasad Nayyar
Shamsul Huda Bihari
Mala Sinha, Joy Mukherjee, Sharmila Tagore

album songs
Badi Mushkil Se Kabu Mein
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Badi Mushkil Se Kabu Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Badi Mushkil Se Kabu Mein
Movie/album = Humsaya (1968)
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Joy Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Aaj ki raat ko khatm na hone paye
Roz haoti hai sahar
Aaj na hone paye
Aaj ki raat raat pe
Gulshan ki bahare kurban
Chand se kah de koi
Aaj na kho ne paye

Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai

Tumhara tha tumhara hu
Tumhara tha tumhara hu
Tumhara hi rahunga main
Tumhi ko de diya ye dil
Tumhi pe jan bhi dunga main
Meri palko pe dekho pyar ki
Palko ka saya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai

Koi dekhe tumhe dil ko
Gawara kar nahi sakti
Koi baho mein lele bhi
Gawara kar nahi sakti
Mita ke apni hasti ko
Tumhe apna banaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai

Mubarak ho tumhe ye pyar
Ye ghadiya mohabbat ki
Mubarak ho tumhe ye pyar
Ye ghadiya mohabbat ki
Na kam ho rahti duniya tak
Kabhi khushiya mohabbat ki
Na kam ho rahti duniya tak
Kabhi khushiya mohabbat ki
Dua dene yaha apna to kya
Begana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai

Mohabbat ek shola hai
Tumhe samjhau mai kaise
Mohabbat ek shola hai
Tumhe samjhau mai kaise
Jamana same hai bat ye
Batlau main kaise
Tumhari roshni dekhi to ye
Parwana aaya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile diwana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badi Mushkil Se Kabu Mein

Badi Mushkil Se Kabu Mein is a song from Humsaya 1968. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Humsaya 1968 album song list for more songs and album details.