Badi Buland Meri Bhabhi Lyrics, Singer & Song Details

CID Girl 1959 album cover

CID Girl 1959 Album Details

Ravindra Dave
Roshanlal Nagrath
Anand Bakshi
Anwari, Geeta Bali, Miss Billo

album songs
Badi Buland Meri Bhabhi
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Badi Buland Meri Bhabhi Lyrics

Song Title = Badi Buland Meri Bhabhi
Song Lyrics Movie = CID Girl (1959)
Singer =Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = Ravindra Dave
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai
badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai

juban hai chup aur najar juki
tute dilo me phuljadiya phuljadiya
raam kare dono ko lage
janam janam ki hathkadiya hathkadiya
kaho to ab vo ghadi aayegi kab
jab bajegi sehnai
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai
badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai

sajega dekha sehre se
sajegi dulhan gunghat se gunghat se
padenge mantar pandit ji
fere padenge jat pat se
jat pat se
chodo barm juthi muthi ye sharm
mujhe de lo pehli badayi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai
badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai

bade miya to bade miya
chote miya suban alla suban alla
abhi se devar bane fire
yu hi macha diya halla subah alla
raha na sach bas liya hai maine sath
bade akdke hai dono bhai
kya jodi hai
akal to hai dono me par todi hai
kya kehne babhi
badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi
kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badi Buland Meri Bhabhi

Badi Buland Meri Bhabhi is a song from CID Girl 1959. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the CID Girl 1959 album song list for more songs and album details.