Badhti Ka Naam Dadhi Lyrics, Singer & Song Details

Badhti Ka Naam Dadhi 1974 album cover

Badhti Ka Naam Dadhi 1974 Album Details

Kishore Kumar
Kishore Kumar
Irshad Kamil
Kishore Kumar, I.S. Johar, Sheetal

album songs
Badhti Ka Naam Dadhi
Singer : Kishore Kumar

Badhti Ka Naam Dadhi Lyrics

Song Lyrics Title = Badhti Ka Naam Dadhi
Song Lyrics Movie = Badhti Ka Naam Dadhi (1974)
Music Director =Kishore Kumar
Singer = Kishore Kumar
Song Lyricists = Irshad Kamil
Director = Kishore Kumar
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((eye baba hey baba hey baba hey
eye baba hey baba hey baba hey
badti ka nam dadhi katti ka nam safachat
badte chalo, badte chalo
chalti ka nam gadi rukti ka nam khatara
chalte chalo, chalte chalo
badti ka nam dadhi katti ka nam safachat
badte chalo, re bhai badte chalo
chalti ka nam gadi rukti ka nam khatara
chalte chalo, re bhai chalte chalo

dunia ke mele me dokhe or fande hai
bachte bachate gujrana
dunia ke mele me dokhe or fande hai
bachte bachate gujrana
chusega koi to lutega koi to ghadri sambhale tu rakhna
man meri sunle jara, man meri sunle jara kahta hu kya
badti ka nam dadhi katti ka nam safachat
badte chalo, re bhai badte chalo
chalti ka nam gadi rukti ka nam khatara
chalte chalo, re bhai chalte chalo

bimla ya kamla ko kamla ya ramla ko
nagan se kam na samjhna
bimla ya kamla ko kamla ya ramla ko
nagan se kam na samjhna
inke kate ka pani bhi na mange so fisdi usko marna
inse tu bach bach rahna tu hat hat
inse tu bach rahna tu hat kahta hu sach
badti ka nam dadhi katti ka nam safachat
badte chalo, re bhai badte chalo
chalti ka nam gadi rukti ka nam khatara
chalte chalo, re bhai chalte chalo

bhayiyo or bahno utho or jago
hamare desh me faile hue ghata ko andhere ko dur karo
gariibi hatao roto ho hasao
bhukho or nango ko gale se lagao
awo awo awo desh ki sewa me tan man dhan k arpan kar do
dharam ka banda le dharam ka jhanda le roto ko hasade
dharam ka banda le dharam ka jhanda le roto ko hasade
kismat ke maro ko bhukho or nang ko gale se lagale
lahrake chal gate hue, lahrake chal gate hue ye hi sada ga
badti ka nam dadhi katti ka nam safachat
badte chalo, re bhai badte chalo
chalti ka nam gadi rukti ka nam khatara
chalte chalo, re bhai chalte chalo
bolo chalte chalo, re bhai chalte chalo..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Badhti Ka Naam Dadhi Video

About Badhti Ka Naam Dadhi

Badhti Ka Naam Dadhi is a song from Badhti Ka Naam Dadhi 1974. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Kishore Kumar. Read the lyrics above and view the Badhti Ka Naam Dadhi 1974 album song list for more songs and album details.