Badhaai Ho Badhaai Lyrics, Singer & Song Details

Badhaai Ho Badhaai 2002 album cover

Badhaai Ho Badhaai 2002 Album Details

Satish Kaushik
Anu Malik
Javed Akhtar
Anil Kapoor, Shilpa Shetty, Keerti Reddy

album songs
Badhaai Ho Badhaai
Singer : Udit Narayan

Badhaai Ho Badhaai Lyrics

Song Title = Badhaai Ho Badhaai
Movie/album = Badhaai Ho Badhaai (2002)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Anu Malik
Director = Satish Kaushik

Mp3 Song Lyrics

((Haryala banna hai sahera sajaaye
Gharwale baaraat leke hai aaye
Ghungruwaliyon ghungru baandh lo
Chalo tum bhi to dholak sand lo
Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
Kalgi mein moti hai moti mein joyti
Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
Kalgi mein moti hai moti mein joyti
Jyoti mein jaise khushi muskuraayi
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho

Maa ke naseebon se hai yeh din aaya
Kismat ne panne ka sehra dikhaya
Jis mein hai champa chameli ki kaliyan
Baaraat nikli to mehki hai galiyaan
Khushboo ne jaise khushboo ne jaise
Li angdaayi ho
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho

Behne magan hai ki bhabhi milegi
Bhabhi jo unki saheli banegi
Bhaiya jo pyaare to bhabi bhi pyaari
Dono ki jodi hogi aisi nayari
Suraj ki chanda se suraj ki chanda se
Suraj ki chanda se jaise sagaai ho
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho

Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
Kalgi mein moti hai moti mein joyti
Chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
Kalgi mein moti hai moti mein joyti
Jyoti mein jaise khushi muskuraayi
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
Baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Badhaai Ho Badhaai

Badhaai Ho Badhaai is a song from Badhaai Ho Badhaai 2002. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Badhaai Ho Badhaai 2002 album song list for more songs and album details.