Bade Se Shehar Mein Remix Lyrics, Singer & Song Details

13B 2009 album cover

13B 2009 Album Details

Vikram Kumar
Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Neelesh Misra
R. Madhavan, Neetu Chandra, Sachin Khedekar, Deepak Dobriyal

album songs
Bade Se Shehar Mein Remix
Singer : Karthik

Bade Se Shehar Mein Remix Lyrics

Song Title = Bade Se Shehar Mein
Movie name = 13B : Fear Has A New Address (2009)
Singers = Karthik
Song Lyricists = Neelesh Misra
Music Director = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Vikram Kumar
Music Label = AVM

Mp3 Song Lyrics

((Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage

Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna Raat ko khabar na Lage

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Aaj kal ek nanhe mehmaaan se baatein karu Khwaaabon mein
Dono kahaniyan banate jhoothi sacchi hai baatatein
Mene kal Usse kaha Yaar aab aa bhi jao ghar kabhi
Bheegne se kabhi na tum darna
Khushiyon ki hai barsatein

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Tin...

Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Hoooo
Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage

Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna Raat ko khabar na Lage

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bade Se Shehar Mein Remix Video

About Bade Se Shehar Mein Remix

Bade Se Shehar Mein Remix is a song from 13B 2009. It is sung by Karthik. Lyrics are credited to Neelesh Misra. Music information: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa. Read the lyrics above and view the 13B 2009 album song list for more songs and album details.