Bade Akshar Mein Lyrics, Singer & Song Details

Babloo Happy Hai 2014 album cover

Babloo Happy Hai 2014 Album Details

Nila Madhab Panda
Bishakh Jyoti, Kanish Sharma
Protique Mojoomdar
Sahil Anand, Parvin Dabas, Erica Fernandes

album songs
Bade Akshar Mein
Singer : Bishakh Jyoti, Smriti Mishra

Bade Akshar Mein Lyrics

Song lyrics title= Bade Akshar Mein
Song lyrics movie= Babloo Happy Hai 2014
Singer= Bishakh Jyoti, Smriti Mishra
Song Lyricists = Protique Mojoomdar
Music Composer = Bishakh Jyoti, Kanish Sharma
Director = Nila Madhab Panda
Music Label = Junglee Music


Mp3 Song Lyrics

((Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool

Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool

Gin gin ke din guzaare nahi
Raftaar thodi badha le kahin
Din dugni raat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool

Andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
Andhe tthe kal ye, raste tedhe tthe
Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
Tasveeren jo thi deewar pe kal
Dil me utaar aur sath le chal
Aankhon ke parde pe khinchne lagi
Tasveeren kitni nai nai
Din dugni raat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool

Do chaar din hi hain milne waale hain
Haath badha inse mil le gale
Do chaar din hi hain milne waale hain
Haath badha inse mil le gale
Kandhe pe yaaron ke baazu rahe
Aankhon me door aarzoo rahe
Gin gin ke taaron se neend chura le
Aur yaadon ki goliyan zyada le le
Din dugni raat chauguni
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool
Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door

Ghante na mile to lamhe chun le
Ghoom ke aate rahenge chun le
Ghante na mile to lamhe chun le
Ghoom ke aate rahenge chun le
Har mod pe koi ghadi khadi hai
Jud jaaye jab wahi sahi ghadi hai
Gin gin ke jodoge jo tum inhein
Ghat jaayenge ye saare lamhe
Din dugne raat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool

Gin gin ke din guzaare nahi
Raftaar thodi badha le kahin
Din dugni raat chauguni
Bade bade akshar mein hai
Likha har patthar pe hai
Manzil hai kitni door
Kitni door zyada ya kam
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bade Akshar Mein Video

About Bade Akshar Mein

Bade Akshar Mein is a song from Babloo Happy Hai 2014. It is sung by Bishakh Jyoti, Smriti Mishra. Lyrics are credited to Protique Mojoomdar. Music information: Bishakh Jyoti, Kanish Sharma. Read the lyrics above and view the Babloo Happy Hai 2014 album song list for more songs and album details.