Badalon Ki Oat Mein Female Lyrics, Singer & Song Details

Kyon 2003 album cover

Kyon 2003 Album Details

Kalpana Lajmi
Bhupen Hazarika
Prasoon Joshi
Sanober Kabir, Rahul Dev, Smita Jaykar, Benjamin Gilani, Anju Mahendroo, Soni Ra

album songs
Badalon Ki Oat Mein Female
Singer : Alka Yagnik

Badalon Ki Oat Mein Female Lyrics

Song Title = Badalon Ki Oat Mein Female
Movie/album = Kyon (2003)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Prasoon Joshi
Music Director = Bhupen Hazarika
Director = Kalpana Lajmi
Music Label = BMG Crescendo

Mp3 Song Lyrics

((Badalon ki oat mein
Badalon ki oat mein
Chaand chhupa kyon
Haule se woh leta
Angdaiyan hai kyon
Mukhde pe likhi likhi hai uljhan
Jaanta hai aasmaan
Woh tanha hai kyon
Badalon ki oat mein
Chaand chhupa kyon
Haule se woh leta
Angdaiyan hai kyon
Mukhde pe likhi likhi hai uljhan
Jaanta hai aasmaan
Woh tanha hai kyon

Khile khile chehre
Hai sune se nayan
Dwaar pe rangoli
Hai khali khali mann
Khile khile chehre
Hai sune se nayan
Dwaar pe rangoli
Hai khali khali mann
Chalna akele hai jo sab ko yahan
Chale saath saath
Parchaiyan bhi kyon
Badalon ki oat tanha hai kyon
Haule se woh leta
Angdaiyan hai kyon
Mukhde pe likhi likhi hai uljhan
Jaanta hai aasmaan
Woh tanha hai kyon

Chura chura hai
Andhera hawa sananan
Haath haath dhunde
Haath ki chuan
Chura chura hai
Andhera hawa sananan
Haath haath dhunde
Haath ki chuan
Door door dil aur
Paas hai bharan
Haste haste lagta hai
Kyon hase the hum
Jee mein aata hai ro ro
Sujale aankh hum
Haste haste lagta hai
Kyon hase the hum
Jee mein aata hai ro ro
Sujale aankh hum
Raith ke woh paw
Jaane kahan kho gaye
Ruthi ruthi hui
Purvaiyan hai kyon
Badalon ki oat mein
Chaand chhupa kyon
Haule se woh leta
Angdaiyan hai kyon
Mukhde pe likhi likhi hai uljhan
Jaanta hai aasmaan
Woh tanha hai kyon
Badalon ki oat mein
Chaand chhupa kyon
Badalon ki oat mein
Badalon ki oat mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Badalon Ki Oat Mein Female

Badalon Ki Oat Mein Female is a song from Kyon 2003. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Prasoon Joshi. Music information: Bhupen Hazarika. Read the lyrics above and view the Kyon 2003 album song list for more songs and album details.